Skip to content

Latest commit

 

History

History
27 lines (20 loc) · 936 Bytes

82_Surah_Infitar.md

File metadata and controls

27 lines (20 loc) · 936 Bytes

Number 82: Surah Infitar

Classification: Makki Rukus: 1 Ayahs: 19 Subject: Qayyamat Related Surah: 81. Surah Taqwir Surah Group: 81. Surah Taqwir, 83. Surah Mutaffifin and 84. Surah Inshiqaq

‌Qayyamat k start hony k tafseel

  1. ‌Tab sab ko apne amaal ka maloom hijaye ga.

‌Insan kis wajha gaafil hai apne Rabb ki taraf ?

  1. ‌Jaza aor saza ka inkar kar rhe ho.
  2. Jab k tmhare ooper muhafiz farishty bejhy heuy hn (Kiraman Qatibeen).
  3. Unko sab pata hai jo hum kar rhe hoty, wo likhty jaaty hain.

‌Yom-ud-deen

  1. Badle wala din yaani hisab kitab ka din - Qayyamat ka din.
  2. Nekookar nemato m hongy.
  3. ‌Jo nafs k perookar hongy wo jahannam main.
  4. Jahan wo hamesha rahe gy.
  5. Jab kc jaan ko kc jaan k liye koi ikhtyaar hasil nai hoga.
  6. Ikhtyaar sb Allah k pass hoga. Yom-ud-deen ka maalik Wohi hai.